Paise kamane ka tarika
Prati karya $5 tak kamaye
Kamana shuru karein
Payment ka pramaan
Lakshya ka bhugtaan

Payment ka pramaan

Un upyogkartaon ki safalta ki kahaniya sune jo OnlineJobs ke saath aage badh rahe hai

United States
Kal upyogkarta dwara arjit ausat dhan
$4
Kal upyogkarta dwara arjit kul dhan
$2,855
OnlineJobs par arjit kul dhan
$2,259,230
Kamana shuru karein
Nikasi ke tarike
  • bitcoin
  • ethereum
  • litecoin
  • dogecoin
  • dash
  • cardano
  • horizen
FAQ
  • General
    • Yeh ek aisa platform hai jisme muft registration ke zariye aap task karke, raay dekar, sarvekshan karke ya referral system chalakar paise kama sakte hain. Aap humara offerwall bikalp bhi dekh sakte hai jahan aap app download kar sakte hai, game khel sakte hai, aur bohot kuch. Badle mein hum aapko credit dete hai.
    • redit humare bhugtaan ka tarika hai. 10 credit ek euro ke barabar hai. Jab aap 100 tak pahuch jaate hai, yani 10 euro, toh aap apne credits wapas le sakte hai. Bhugtaan kebal Paypal ya Coinbase ya FaucetPay dwara kiya jata hai. Sunishchit karein ki aapke paas ek account hai.
    • Humare paas 3 tarike hai, kaam nishpadit karein, boli lagaye, sarvekshan karein, aur affiliate se credit arjit karein. Aap apne affiliate ke swikrit karyo ka 5% bhi kamate hai.
    • Humare saath karya karne ke liye dhanyabad. Kaam ke page pe jaye, nirdesho ko dhyan se padhe, charano ka palan karein aur apna labh prapt karne ke liye kuch din pratiksha karein.
    • "Paise Kamaye" page par jaye. "Aasan Kaam" par jana na bhule.
      Ab jab aapke paas kaam hai, toh unme se ek ka chayan karein aur nirdesho ka palan karein. Agar yeh ek photo pramaan karya hai, toh pramaan de aur karya pura hone ka pushti karein.
    • Aap apne username ke bagal mein task section meinn history view dekh sakte hai. 3 binduo par click karein, waha aapke paas sabhi, chhipe huye, pasandida aur ho chuke task ke aadhar par task ko filter karne ka bikalp hai. Wahan bhugtaan kiye gaye task ka pura itihaas dekh payenge.
      Apne arjit credit dekhne ka dusra tarika hai apni profile par jaye aur waha dekhe
      Kisi bhi option ka chayan karein, jaha samast itihaas sthit hai
  • Bhugtaan
    • Hum kebal Paypal ya Coinbase ya FaucetPay dwara bhugtaan karte hai, sunishchit karein ki aapke paas un website ka ek account hai aur bhugtaan ke liye apna email jore.
    • Paypal ka upyog karne ke mamle mein 5 din se lekar 15 workin days tak ka samay lag sakta hai. Agar yes 30 dino ke andar nahi aata hai toh sahayta se sampark karein. Coinbase ya FaucetPay ka upyog karte hai toh isme 1 se 3 working days lagta hai.
    • Bhugtaan mein 1 se 30 din lag sakta hai. Agar aapko ek mahine ke baad bhi bhugtaan nahi mila hai, toh krupya humse sampark karein.
    • Jaanch le ki aapne apna email pata sahu diya hai, isse kai bar bhugtaan me deri ho sakti hai, agar bhugtaan turant nahi aata hai toh nirash na ho, isme 30 din tak ka samay lag sakta hai.
    • Yaad rakhein ki bhugtaan turant nahi hota hai. Isme 15 din se lekar 1 mahine tak ka samay lag sakta hai.
    • "Paise Nikale" page mein jaye, aapko nikasi bikalpo ke logo dikhai denge. Coinbase ya Faucetpay ke madhya se ya Paypal ke dwara aap paise nikal sakte hai.
      Woh bikalp chune jo aapko sabse accha lage. Yaad rakhe ki paise nikalne ke liye aapko task ya credit pure karne honge. Aavashyaktao ki sabdhanipurbak samiksha karein.
    • Paypal ke madhyam se paise nikalne ke liye sunishchit karein ki aapke paas Paypal account hai.
      "Paise Nikale" page pe jaye, aapko apne karya aur credit dikhai denge. Paypal ke logo par click karein
      Jaanch karein ki aap aavashyakta ko pura kar liye hai. Apna Paypal email jore, paise nikalne ke liye credit ki rashi darj karein. Yaad rakhe ki 10 credit = 1 euro ke barabar hai. Aur "Paise Nikale" button ko dabaye
      Ek baar jab aapko safal aabedan ka sandesh dikhai de. Aapko aabedan prakriya ke baare mein ek email prapt hoga. Apne bhugtaan ke liye kuch din pratiksha karein.
    • Apne arjit, nikale gaye aur pending credit dekhne ke liye "Paise Nikale" page par jaye. Apni pasand ki cryptocurrency ka logo chune: BTC, LTC, ETH, DOGE, ADA, Cardano, aadi. Jab aap uss par click karenge toh aapko aavashyaktaye dikhai dengi.
      Bartaman mein paise nikalne ke liye aapke paas minimum 15 credit hone chahiye. Apna Coinbase ya FaucetPay email aur rashi jore. "Paise Nikale" button par click karein.
      Ek baar aapka aabedan safal ho jaye toh kuch din pratiksha karein.
    • Aapke affiliates ko verification ke liye data sahi dhang se bharna hoga, apna numbar jorna hoga aur apna email address verify karna hoga. Verification hone ke baad, aapko credit bheje jayenge.
    • Yeh upyogkarta ke desh par nirbhar karta hai, aap iss bare mein mulya talika mein bistar se dekh sakte hai.
    • Agar aap apna password bhul gaye hai, toh "Password bhul gaye?" par click karein aur ek naya password de. Agar 12 ghante ke baad bhi samasya bani rahti hai, to krupya humare sampark email address ke madhyam se humein sampark karein.
Kamana shuru karein